✵✵✵✵✵✵✵✵✵✵✵✵✵✵✵✵✵✵✵
*📛FITNA E DAJJAL K KHAUF SE HAZRAT E AYESHA RAZI ALLAHU ANHA ROONE LAGI💠*
♻ Hazrat Ayesha Razi Allahu Anha kehti hai Rasool E Akram Sallallahu Alaihi Wa Sallam tashreef laye aur mai roo rahi thi Aap Sallallahu Alaihi Wa Sallam ne..
♻ Wa Sallam dajjal yaad a gaya isi wajah se roo rahi hu, *Aap Sallallahu Alaihi Wa Sallam ne irshaad farmaya:* Agar dajjal meri mojoodgi mai nikla to turn sab ki taraf se mai uske liye kaafi hunga lekin agar wo mere baad nikla to yaad rakhna tumhara rabb kana nahi hai.
*📚{Musnad Ahmad Hadees no. 12512, Majmua uz zawahid 7/651}*
♻ Hazrat Imraan Bin Hussain Razi Allahu Anhu kehte hai *Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wa Sallam ne farmaya:* "Jo shaks dajjal ki khabar
sune wo uske saamne ane se guraiz kare Allah ki kasam jab koi aadmi uske paas jayega to yahi samjhega k wo momin hai jo shubhey ki cheeze wo de kar bheja gaya hai unhe dekh kar wo uski pairwi karne lagega".
*📚{Abu Dawood Hadees no. 3629}*
sune wo uske saamne ane se guraiz kare Allah ki kasam jab koi aadmi uske paas jayega to yahi samjhega k wo momin hai jo shubhey ki cheeze wo de kar bheja gaya hai unhe dekh kar wo uski pairwi karne lagega".
*_🔀 TO BE CONTINUED.....🔜_*
No comments:
Post a Comment