✵✵✵✵✵✵✵✵✵✵✵✵✵✵✵✵✵✵✵
♻ *Wazahat:* Allah ta'ala loogo ki aazma'ish k liye dajjal ko baaz mauko ki kudrat de denge jis tarah Allah ta'ala ne loogo ki aazma'ish k liye shaitan ko waswasa daalne ka ikhtiyaar diya hai lihaza dajjal k un kaamo se kisi ko galat fehmi nhi honi chahiye k uske paas wakayi khudayi ikhtiyaraat honge agar aesa hota to wo apni
kaani aankh hi durust kar leta ya dono aankho k darmaiyaan likha hua lafz kaafir hi mita leta.
kaani aankh hi durust kar leta ya dono aankho k darmaiyaan likha hua lafz kaafir hi mita leta.
*🛑 ZAHOOR E DAJJAL K BAAD KISI KA EMAAN LANA QABIL E QUBOOL NHI HOGA 🛑*
♻ Hazrat Abu Huraira Razi Allahu Anhu kehte hai k Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wa Sallam ne farmaya: Teen baatey zahir hone k baad
kisi aese shaks ko emaan lana faida nahi dega jo us se pehle emaan nhi laya ya halat e emaan mai koi naik kaam nhi kiya
kisi aese shaks ko emaan lana faida nahi dega jo us se pehle emaan nhi laya ya halat e emaan mai koi naik kaam nhi kiya
1. Suraj ka magrib se tulu hona
2. Dajjal ka zahir hona
3. Dabbatul arz ka nikalna.
2. Dajjal ka zahir hona
3. Dabbatul arz ka nikalna.
*📚(Muslim Kitabul Emaan)*
*⛔DAJJAL KI SHIDDAT⛔*
*📛 HAZRAT AADAM ALAIHIS SALAAM SE LE KAR QAYAMAT TAK FITNA E DAJJAL SE BADA FITNA AUR KOI NHI HOGA 📛*
♻ Hazrat Hisham Bin Aamir Razi Allahu Anhu kehte hai mene Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wa Sallam ko farmaate hue suan k: *"Aadam se le kar qayamat tak Allah ki makhlooq mai se _(fitna)_ dajjal se bada koi _(fitna)_ nhi hoga".*
*📚(Muslim Kitabul Fitan)*
*_🔀 TO BE CONTINUED.....🔜_*
No comments:
Post a Comment