✵✵✵✵✵✵✵✵✵✵✵✵✵✵✵✵✵✵✵
*🔷 JO LOOG DAJJAL KO PEHCHAAN KAR APNE EMAAN PAR QAYAM RAHENGE UNPAR DAJJAL KA FARAIB NAHI CHALEGA*
♻ Hazrat Abu Saeed Khudri Razi Allahu Anhu kehte hai *Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wa Sallam ne farmaya:* "Dajjal par chunke madina mai dakhil hona haraam kar diya gaya hai lihaza wo madeena se bahar ek sanghlaakh zameen par utrega us waqt madeena walo mai se sabse behtar aadmi dajjal ke paas jayega aur kahega mai gawahi deta hu ke tu hi dajjal hai jiske baare mai Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wa Sallam hame bata gaye hai...
♻ dajjal *(loogo se mukhatib ho kar)* kahega agar mai us aadmi
ko qatal kardu phir zinda kardu to kya tumhe mere ila *(mabood)* hone par koi shak reh jayega loog kahenge nhi! chunanche dajjal use qatal karega phir
zinda karega wo aadmi kahega Allah! ab to mujhe aur bhi zayada yaqeen ho gaya hai ke tu hi dajjal hai, dajjal use dobara qatal karna chahega lekin kar nahi sakega".
*📚[Muslim Kitabul Fitan]*

*_🔀 TO BE CONTINUED.....🔜_*
No comments:
Post a Comment