✵✵✵✵✵✵✵✵✵✵✵✵✵✵✵✵✵✵✵
*🌹EK MOMIN AADMI KO DAJJAL AAREY SE CHEER KAR DO TUKDE KARDEGA AUR ZINDA HONE KA HUKM DEGA JAB WO DOBARA ZINDA HO JAYEGA TO DAJJAL MOMIN KO DOBARA QATAL KARNA CHAHEGA TAB ALLAH TA'ALA US MOMIN KA JISM PEETAL KA BANA DEGA AUR DAJJAL USE QATAL NHI KAR SAKEGA*
♻ *Rasool Allah Sallallaho Alaihi Wa Sallam ne irshaad farmaya:* "Dajjal niklega to momino mai se ek aadmi uski taraf Aa raha hoga ke raaste mai use dajjal ke hathyaar band sipaahi milenge use puchenge *"Kaha ja rahe ho?"* momin jawab dega *"Jo dajjal zahir hua hai uski taraf ja raha hu"* Dajjal ke kaarinde us se puchenge *"Kya tu hamare rabb (yani dajjal) par emaan nahi laya?"*
♻ Momin jawab dega hamara rabb makhfi nhi hai, dajjal ke kaarinde kahenge ise qatal kar do, tab wo aapas mai ek dusre se kahenge kya tumhare rabb (yaani dajjal) ne mana nahi kiya ke uske hukm ke bagair kisi ko qatal na karna chunanche wo us momin aadmi ko dajjal ke paas le jayenge jab momin aadmi dajjal ko dekhega to pukaar uthega loogo ye wahi dajjal hai jis ki khabar Rasool E Akram Sallallahu Alaihi Wa Sallam ne di thi chunanche dajjal apne kaarindo ko uska sar kuchalne ka hukm dega wo uska sar kuchal denge uske pait aur peeth par bhi zarbe maarenge phir dajjal us se puchega *"kya tu mujh par emaan lata hai?"* jawab mai momin aadmi kahega *"tu jhoota hai"* dajjal huqm
dega aur momin aadmi ko sar se le kar pao tak aarey se cheer diya jayega aur us aadmi ke do tukde ho jayenge dajjal un dono tukdo ke darmiyan ayega aur hukm dega
♻ *"uth khada ho"* chunanche momin aadmi seedha khada ho jayega
dajjal use puchega "kya tu mujh par emaan lata hai?" momin aadmi kahega *"tumhare muamale mai mere yaqeen mai aur bhi izafa ho gaya hai"* *(ke tu hi dajjal hai)* phir momin aadmi elaan karega *"Ae loogo mere baad dajjal kisi dusre ke saath aesa muamala nahi kar sakega"* Dajjal use dobara zibah karne ke liye pakdega lekin momin aadmin *(Allah ke hukm se)* gale se le kar hansali tak taambe ka ban jayega..

*_🔀 TO BE CONTINUED.....🔜_*
No comments:
Post a Comment