*☆SHAANE AMIIR MUAAWIYA...B☆* *```➡Post-26```*

🔻Huzur...sallallahu alayhi wa-aalhi wasallam...ne farmaya...
 
     Mafhume Ahadis....
🔻Aye Allah Muaawiya ko Haadi or Mahdi bana de ( hidaaya waala or hidaayat denewala ) or in k zariye logon ko hidaayat de...

🔻Aye Muaawiya jab tum badshaah ban jaao to logon k saath achchi tarah se pesh aana...( Amir muaawya se )...
➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖

🔹Aap...wahi...bhi likhte the or Aaqa k khaton ko bhi Aap hi likhte the.

🔹Logon mein ye mash-hoor hai k...Huzur ne dekha k Amir Muaawiya yaziid ko kandhe par le jaa rahe hai to Huzur ne farmaya...jannati jahannmi ko le jaa rahe hain...Ye baat sahi nahi...isliye k..Yaziid Huzur k wisaal k 15 saal baad payda huwa...

🔹Allama Shahaabuddin khafaji sharhe Shifa e Qaazi Ayaaz...alayhirrehmah...mein likhte hai...K ....Jo bhi Amir Muaawiya par taan ( tanz ) kare wo jahannami kutton mese aik kutta hai...
.....sallallahu alayhi wasallam

*📚MISHKAAT...*
*AN-NAAHIYA...*
*TAARIKHUL KHULFA...*
*AHKAAME SHARIYAT...*
*KHUTBAATE MUHARRAM...*




No comments:

Post a Comment

Our Social Sites