*【POST 03】*


*ضعیف حدیث کو موضوع نہیں کہنا چاہئے ۔غیر مقلد مولوی نذیر حسین دہلوی*
*Ghair Muqalladeen Zaif Ahle Hadith Hain.Ye Bhi Zaif Hadith Mante Hain*

*Firqa Ghair Muqallladin Ke Shaikhul Qul Fil Qul Miyan Nazir Hussain Dehlvi imam Mizzi Ke Hawale Se Zaif Hadith Ke Taluk Se Likhta Hai*

_Mizzi Ne Tahzib Mein Kaha Hai Ye Hadees Munkar Hai Sirf Dawod Se Marwi Hai Aur Munkar Zaif Ki Ek Qisam Hai Aur Hadith Zaif Fazail Mein Maqbol Hai isko Mauzo Nahi Kehna Chahiye_

📗 *Fatawa Naziriya Vol 1 Page 303*

*Lijiye Sahab Jamat E Ghair Muqalladeen Ke Sardar Keh Raha Hai Ke Hadees Zaif Fazail Mein Maqbol hai Aur Hadith Zaif Ko Mauzo Nahi Kehna Chahiye Ab Wo Bache Jo Abhi Abhi Andon Se Bahar Nikle Hain Wo Apne Abba Ke Qaul Ko Madde Nazar Rakhen Aur Apni Zuban Ko Qabo Mein Kar Leen is Liye Ke Tumhare Badon Ne Zaif Hadith Ko Maana Hai Aur Wo Bhi Zaif Hadith Ka Shikar Ho Chuke Hain Aur Baut Se Masail Jo Tumhare Badon Ne Batayen Hain Usmein Bhi Zaif Ahadith Hai Lihaza Tum Bhi Zaif AhleHadith Ho Mazeed Hawalon Ke Liye intezar Karen...*

No comments:

Post a Comment

Our Social Sites