*غیر مقلد اسماعیل سلفی کا ضعیف حدیث پر عمل.*
*Ghair Muqallid ismail Salfi Ka Zaif Hadees Per Amal*
_Ghair Muqalladeen Ke Shaikh Ul Hadees Mohammad ismail Salfi Apni Kitab Mein Ek Hadees Naqal Karta Hai_
*إِنَّ الْمَاءَ لَا يُنَجِّسُهُ شَيْءٌ إِلَّا مَا غَلَبَ عَلَى رِيحِهِ وَطَعْمِهِ وَلَوْنِهِ*
*الْمَاءُ طَهُورٌ الا ان تغیر ریحہ اوَ طَعْمَهُ و لو نہ بنجاسۃ تحدث فیہ*
*Paani Paak Hai Lekin Palidi Girne Ki Waje Se Agar iski Rangat Bo Maza Badal Jaye Tu Palid Hojaye Ga ..*
📗 *Rasol e Akram Ki Namaz Page 09*
_Is Ko Naqal Karne Ke Baad Khud Ghair Muqallid ismail Salfi Hashiya Mein Likhta Hai “is Hadees Ki Sanad Bil ittefaq Zaif Hai Lekin is Ziyadat Ko Tamam Ummat Ne Bil ittefaq Qubol Kiya Hai iski Qaboliyat Per Amli Tawatur Sabit Hai .._
📗 *Rasol E Akram Ki Namaz Page 09*
*Jab Yahi Baat Koi Hanfi Kehta Hai Tu Saari Ghair Muqallid Shor Machate Hain Jab Yahi Baat Nooraniyat e Mustafa ﷺ Ki Per Hum Karen tu Puri Najdiat Road Per Aajati Hai Jab Ghair Muqalladin Nafs Parast Hain Jab Inke Matlab Ki Koi Kaisi Hi Riwayat Mile Chahye Wo Had Darja Zaif Ho Wo inke Liye Qabile Amal Hojati Hai ۔Chori Aur Seena Zori Ki itni Badi Misal Sirf Ghair Muqalladin Ke Dharam Hi Mein Dekhne Ko Mile Gi*
No comments:
Post a Comment