*11 VI SHARIF ME KYA AMAL HOTA HAI ?*
*_Hazrat Sayyidna Shaykh Abdul Qadir Jilani Al Baghdadi ﺭﺣﻤﺔ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻠﻴﻪ k Halaat E Zindagi Unki Seerat ka tazkira hota hai, Quran E Mukaddas ki tilawat hoti hai, Naat E Mustafa ﷺ Padhi jaati hai, Mankabat padhi jaati hai, Durood o Salam padha jata hai, Logo ko Khana Khilaya Jaata hai jisse Langar Sharif Kahte hai wagairah wagairah Kya Ye Amal Bura hai ?_*
_Koi Wahabi Iska Jawab Dede hume ?_
1⃣ *Tazkira E Auliya Karna Quran Se Saabit Hai*
*Quran E Karim Me Rab Taala Ne Bahot Se Makamat pe Auliya Allah Ka Tazkira Farmaya Hai Chunache yaha hum Kuch ka Bayan karte hai*
*ﺃَﻻ ﺇِﻥَّ ﺃَﻭﻟِﻴﺎﺀَ ﺍﻟﻠَّﻪِ ﻻ ﺧَﻮﻑٌ ﻋَﻠَﻴﻬِﻢ ﻭَﻻ ﻫُﻢ ﻳَﺤﺰَﻧﻮﻥَ*
_“Sun Lo Beshak Allah K Waliyo Par Naa Kuch Khauf hai Na Kuch Gam”_
📖 *(Surah Yunus Ayat 62)*
*ﻓَﺎﺫﻛُﺮﻭﻧﻲ ﺃَﺫﻛُﺮﻛُﻢ ﻭَﺍﺷﻜُﺮﻭﺍ ﻟﻲ ﻭَﻻ ﺗَﻜﻔُﺮﻭﻥِ*
*_“To Meri Yaad Karo Mai Tumhara Charcha karunga”_*
📖 *(Surah Baqraah Ayat 152)*
*ALLAH TAALA CHARCHA KIS TARAH KAREGA ?*
📖 *HADEES :*
*Hazrat Abu Hurairah ﺭﺿﻲ ﺍﻟﻠﻪ ﺗﻌﺎﻟﯽٰ ﻋﻨﻪ Riwayat Karte Hain Ke Huzoor Nabi E Akram ﺻﻠﻰ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻠﻴﻪ ﻭ ﺁﻟﻪ ﻭﺳﻠﻢ Ney Farmaya : Jab Allah Ta’ala Kisi Bandey Sey Muhabbat Karta Hai To Hazrat Jibra’il ﻋﻠﻴﻪ ﺍﻟﺴﻼﻡ Ko Aawaaz Deyta Hey Ke Allah Ta’ala Fula’n Bandey Se Muhabbat Rakhta Hey, Lihaaza Tum Bhi Us Sey Muhabbat Karo Phir Hazrat Jibra’il ﻋﻠﻴﻪ ﺍﻟﺴﻼﻡ Us Sey Muhabbat Karta Hain.*
*_Phir Hazrat Jibra’il ﻋﻠﻴﻪ ﺍﻟﺴﻼﻡ Aasmaani Makhlooq Mey Nida (Aawaaz) Detey Hain Ke Allah Ta’ala Fula’n Bandey Sey Muhabbat Karta Hey. Lihaaza Tum Bhi Us Sey Muhabbat Karo._*
_Pas Aasmaan Waaley Bhi Us Sey Muhabbat Karney Lagtey Hey. Phir Zameen Waalon (Key Dilon) Mey Us Ki Maqbooliyat Rakh Dee Jaati Hey.”_
📚 *(Al Muwatta Imam Malik, Vol : 02, Pg : 953, Kitab No 51, Saher (Hair), Hadees : 1747 “English : Book 51, Hadees : 15”)*
📚 *(Sahi Bukhari, Vol : 08, Pg : 78, Kitab No :78 Kitabul Adab, Baab : Al Mikati Minalihi Taala, Hadees : 6040 )*
📚 *(Sahi Bukhari,Vol :09, Pg : 351, Kitab No 97 Kitabut Tawheed, Hadees : 7485)*
📚 *(Sahi Bukhari,Vol : 04, Pg : 276 Kitab No 59 Kitab Baadil Khalk, Hadees : 3209)*
📚 *(Sahi Muslim, Vol :06, Pg : 496, Kitab No 45 Kitabul Birr Walsala Wal Adab, Baab : Hadees : 2637 , “English : Book 45,Hadees : 201”)*
📚 *(Musnad E Ahmad Vol : 02, Pg : 509, Hadees : 10623)*
📚 *(Imam Abu Noem Hilyatul Aulia Vol : 07, Pg :141)*
📚 *(Imam Bayhaqi Shoebul Imaan Kitabuz Zuhad, Vol :02 pg:301 Hadees :805)*
📚 *(Jamai Tirmiz, Kitabul Tafseer, baab Surah Mariam Hadees :3161 )*
📚 *(Imam Nawawi - Riyadusalaheen Vol : 01, Pg : 525, Kitab No : 01, Kitab Al Mukadama, Hadees : 387)*
📚 *(40 Hadees E Qudsi, Pg : 65, Hadees No : 24)*
*Allah Tabarkwatala Aise bando k liye Jibril E Ameen ﻋﻠﻴﻪ ﺍﻟﺴﻼﻡ ko Mukhatib Karke Unse Farmata hai Mai Is Se Muhabbat Karta hoon Tum Bhi karo Farsihto Me bhi Ailan Karo k inse Muhabbat Kare Aur Sirf Farishte hi nahi balki Jameen Me Musalmano k Dilo me bhi inki muhabbat ko daal dete hai pata chala jinke dilo me wo azmat e Auliya Muhabbat E Auliya Daal di gayi hai wo hi Musalman hai aur jo sina Us Layak hi nahi hai wo mehroom reh Gaya.*
*Mubarak ho sunni tujhe k ALLAH Taala Ne Apne Mehboob bando ki Muhabbat Tere Dil Me Daal Di isliye hum jinse muhabbat karte hai unka tazkira karte hai aur khush hote hai.*
🔄 *To Be Continue......🔜🔜*💝

No comments:
Post a Comment