_34) *“ samiALLAHU liman hamidah” ki “ ha” ko saakin (jazam) padhna aur “daal” ko khinch kar na padhna k “d” ke bajaye “da” m’alum ho*_
_35) *“SamiALLAH” ki “Seen” se sar uthana shuru’ karna aur “liman hamidah” ki “ha” par seedha khada hona*_
_36) *Ruku’ se khade hokar haathon ko na baandhna balki latka hua chhod dena*_
_37) *Sajde mein jate huye aur sajde se sar uthate huye “ALLAHU AKBAR” kehna*_
_38) *Ruku’ se seedha khada ho kar sajde mein jate waqt pehle donon ghutne zameen par rakhna phir donon haath phir naak phir peshani jabki koi uzr na ho*_
_39) *Donon sajdon ke b’ad khade hote waqt zameen se pehle peshani phir naak phir donon haath phir ghutne uthana*_
_40) *Har sajde mein kam az kam 3 bar “Sub’hana Rabbiyal a’la” kehna*_
_41) *Sajde mein donon paun ki dason ungliyon ke pet zameen par lagna, aur unka Qibla rukh hona, jabki koi uzr na ho*_
_42) *Sajde ki haalat mein donon haath ki ungliyaan aapas mein mili hui Qible ki taraf hona*_
_43) *Sajda mein mard ka apne baazu ko karwat se aur pet ko raan se juda rakhna*_
_44) *Aurat ko simat kar sajda karna, y’ani baazu ko karwat se, pet ko raan se, raan ko pindliyon se, aur pindliyon ko zameen se chipkaye rakhna*_
_45) *Sajde mein mard ka apni kalaiyaan aur kohniyaan zameen par na
bichhana balki hatheliyaan zameen par rakh kar kohniyaan upar ko uthaye rakhna*_
_46) *Aurat ka sajde mein kalaiyaan aur kohniyaan zameen se lagaye rakhna*_
_47) *Donon sajdon ke darmiyaan mard ka is tarah baithna ki baayaaN (ulta) qadam bichha kar y’ani mod kar is par baithe aur daayaaN (seedha) qadam is tarah khada rakhe ki ungliyaan Qible ki taraf hon agar koi uzr na ho*_
_48) *Aurat donon paun daahini (seedhi) taraf nikaal de, aur baayein (ulte) surin ko zameen par rakh kar baithe, donon q’adon mein isi tarah baithe*_
📚 *Masail E Sajda E Sahw*

No comments:
Post a Comment