*【POST 16】Juta Pehan Kar Namaz Padna Kaisa*

_*Arz:* Juta Pehan Kar Namaz Padna Chaiye Ya Nahi?_


*Irshad:- Nahi. Alamgiri Me Tasrih Hai Ke Masjid Me Juta Pehan Kar Jana, 

Beadabi Hai.*

📚 *[Al Fatwa E Hindiyah]*


💫 *Tazim Wa Tauheen Ka Daromadar Urf Par Hai*💫


_*Arz:-* Gair Muqlidin Padte Hai Aur Kahte Hai Ke Sarwar E Alam ﷺ Ne Padi Hai._


*Irshad:Yani Ahkam Me Urf Wa Masaleh (Yani Maslihato) Ke Sabab Tagair Wa Tabdul Hota Hai (Yani Tabdili Hoti Hai). Maine Khass Is Bare Me Ek Risala 

Musma Banam Tarikhi "Jamalul Al Jamaale Tawaqife Hukmt E Balgayaal ""Likha Hai Aur Uski Ek Sharah Kamal Ul Kamaal Ki Hai.*


_*Phir Farmaya:-* Tazim Wa Tauheen: Urf Par Mabni Hai Ek Chiz Se Ek Zamana Me Tazim Ya Tauheen Hoti Hai, Dusre Zamana Me Nahi, Ya Ek Qaum Me Hoti Hai Dusri 

Qaum Me Nahi Maslan Arb Me Bade Jute Sab Ko Saiga Mufrad (Yani Wahid Lafz) Se Khitaab Hai "Ant Qult" Tune Kaha. Yeh Waha Koi Tauheen Nahi Aur Humre Yaha Tauheen Hai Ya Eroup Ka Adab Yeh Hia Ke Mulaqat E Muazam Ke Waqt Sar Nanga Kar Le Aur Juta Pehne Ho Aur Humare Yaha Yeh Tauheen Hai,_


*Adab Isme Hai Ke Pao Nange Ho Aur Sar Par Amama Ho. Jab Humare Yaha Yeh Darbar E Badhshahan E Mijazi Ki Tauheen Hai To Darbar E Illahi Azwajjal Ke Malk Ul Mauluk (Yani Badhshaho Ka Badhshah) Aur Haqiqi Shehnshah Sache Badhshah Ka Darbar Hai. Tazim Ka Zayda Haqdar Hai.*


*📚 Malfuzaat-E-Aala Hazrat 62,63.*

_♻To Be Continue......🔜🔜💝_

No comments:

Post a Comment

Our Social Sites