*【POST 49】Apni Zindagi Me Hi Qabar Tayar Karwane Ka Hukm*💫

✨ _*Arz:* Agar Koi Shakhs Apni Zindagi Me Pukhta (Paki) Qabr Banwa Kar Tayaar Rakhe Yeh Jaiz Hai Ya Najaiz?_

📖 *Irshad: Allah Ta'la Farmata Hai :* _Koi Nahi Janta Ke Wo Kaha Marega._


📌 *Qabar Tayar Rakhna Jaiz Hai Albata Tayar Rakhne Ka Sharan Hukm Nahi Albata Kafan Silwa Kar Rakha Sakta Hai Jaha Kahi Jaye Apne Sath Le Jaye 

Aur Qabar Humra Nahi Ra Sakti.*


✨ _Khutbe Se Pehle Bismillah Padna Kaisa?_

📌 *Jumuah Wa Edein Ka Khutba Mah Bismillah Jaiz Hai?*

✨ _Auzubillah Ahista Pade Uske Bad Khutba Pade._

📚 *[Rad Ul Mohtaar Al Daur Mukhtaar]*


💫 *Imame Ke Sath Namaz Padne Ki Fazilat*💫


✨ _*Arz:* Agar Namaz Ke Waqt Imama Bandh Le Aur Sunnato Ke Waqt Utare Le 

Dard E Sar Ka Guman Hai To Jaiz Hia Ya Nahi?_

📌 *Irshad: Khair, Magar Ala (Behtar) Yeh Hai Ke Na Utare. Ek Jumuah Imaame Ke Sath Satar Jumuah Bagair Imaame Ke Barabar Hai.*

📚 *[Kanzul Umaal]*


💫 *Bukhaar Ke Shukrane Me Nawafil Ada Karne Wale Buzurag*💫


📌 *(Isi Bayan Me Irshad Huwa Ke) Dard E Sar Aur Bukhaar Mubarak Amraz Hai Jo Ambiyah Allaysallam Ko Hote They, Ek Wali Allah Rehmatullah Allay Ke Dard E Sar Huwa, Aapne Us Shukriyah Me Tamam Raat Nawafil Me Guzar Di Ke Rab Ul Izzat Tabarak Wa Ta'la Ne Mujhe Wo Marz Dia Jo Ambiyah Allayalam Ko Hota Tha. Allahu Akbar ! Yaha Yeh Halat Ke Agar Bara E Nam Dard Malum Ho To Yeh Khayal Hota Hai Ke Jald Namaz Padle. Phir Farmaya :* 


✨ _Har Ek Marz Ya Taklif E Jism Ke Jis Mawzeh (Jagah) Par Hoti Hia Wo Zayda Kufara Isi Mauqa Ka Hai Ke Jis Ka Taluq Khass Us Se Hia Lekin Bukhar Wo MArz Hai Ke Tamaam Jism Me Sarait Kar Jata Hai Jis Se Baizn E Ta'la (Yani Allah Ta'la Ke Hukm Se) Tamaam Rag Rag Ke Gunah Nikal Leta Hai._


📍 *Alhumdullilah Mujhe Aksar Hararat Dard E Sar Rahta Hai.*


*📚 Malfuzaat-E-Aala Hazrat 127,128,129.*

_♻To Be Continue......🔜🔜💝_

No comments:

Post a Comment

Our Social Sites