*【POST 56】Qaza Namazein Ada Karne Ka Tariqa*💫

📌 *Iske Liye Surat Takhfif (Yani Asani) Aur Jald Ada Hone Ki Yeh Hai Ke Khali 

Raqato Me Bajaye Alhumdu Sharif Ke Tin Bar Subhan Allah Kahe, Agar Ek Bar Bhi Kah Lega To , FArz Ada Ho Jayega Niz Tasbihyat E Ruku Wa Suju Me Sirf Ek Ek Bar Subhan Rabi Ul Azim Aur Subhan Rabi Yil Ala Pad Lena Kafi Hai. Tashud Ke Bad Dono Durood Sharif Ke Bajaye Alhuma Sale Ala Syedna Mohaddiw Wa Alhehi " Witar Me Bajaye Dua E Qunut Ke Rabuggarili " Kahna Kafi Hai. Tulu E Aftaab Ke 20 Mint Bad Aur Gurb Aftaab Se 20 Mint Qabl, Namz Ada Kar Sakta Hai. Iske Pehle Ya Uske Bad Najaiz Hai. Har Esa Shakhs Jis Ki Zime Namazein Baqi Hia Chhup Kar Pade Ke Gunah Ka Elan Jaiz Nahi.*


📍 *Niyat Saaf Manzil E Aasan*


✨ _(Isi Silsile Me Irshad Farmaya) Agar Kisi Shakhs Ke Zime 30 Ya 40 Sal Ki 

Namazein Hai Wajib Ul Alada, Usne Apne Un Zaroori Kamo Ke Elaawa Jin Ke Gair Guzar Nahi Karobar Tark Karke Padna Shuru Kia Aur Paka Irada Kar Liya Ke Kul Namazein Ada Karke Aram Luga Aur Farz Kijiye Isi Halat Me Ek Mahina Ya Ek Din Hi Ke Bad Uska Intqaal Ho Jaye To Allah Ta'la Apni Rehmat Kamila Se Uski Sab Namazein Ada Kar Dega._


📖 *Allah Ta'la Farmata Hai:*


📖 *Tarjumah:*

_Jo Apne Ghar Se Allah Aur Rasool Ki Taraf Hijarat Karta Huwa Nikle Phir Use Raste Me Maut Aa Jaye To Uska Sawaab Allah (Azwajjal) Ki Zime Karam Par Sabit Ho Chuka._


📌 *Yaha Mutlaqfarmaya, Ghar Se Agar Ek Hi Qadam Nikla Aur Maut Ne3 Aaliya To Pura Kam Uske Nam E Amal Me Likha Jayega Aur Kamil Sawab Payega. Waha Niyat Dekhte Hai, Sara Daro Madar Husn E Niyyat Par Hai.*


*📚 Malfuzaat-E-Aala Hazrat 140,141.*

_♻To Be Continue......🔜🔜💝_

No comments:

Post a Comment

Our Social Sites