📌 *Ek Waqiah Aligardh Se Ek Shakhs Apna Baing Wagera Le Aya. Uski Surat Dekh Kar Mere Qalb Ne Kaha :"Yeh Rafzi Hai." Dariyafat Karne Par Malum Huwa Ke Waqaid Rafzi Hai. Kaha : "Main Apne Makaan Ko Laknow Jata Tha, Raste Me Sirf Apki Ziyarat Ke Liye Utar Pada Hun, Kya Aap Ahl Sunant Me Ese Hi Jaise Humare Yaha Mujthidin? Maine Iltfaat Na Kia()Yani Ud Par Tawaja Na Di.) Garz Wo Rafzi Apni Taraf Mujhe Muhtib Karta Tha Aur Main Dusri Taraf Muh Pher Lete Th. Akhir Uthh Kar Chala Gaya. Us Ke Jane Ke Bad Ek Sahab Sha Ki (Sikayat Guzar) Bhui Hue Ke Wo Itni Musafat Tay Karke Aaya Aur Aapne Qatai Iltfaat Na Farmaya. Maine Yahi Riwyaat (Ameer Ul Mominin Farooq E Azam Radiallahu Ta'la Anho Ki Ke Jis Waqt Aapko Malum Huwua Ke Yeh Badmazhab Hai Fauran Khana Samne Se Uthawa Liya Aur Use Nikalwa Dia) Bayan Ki Ke Humare Aaima Ne Un Logo Ke Sath Hume Yeh Tahzib Batai Hai. Ab Bhala Wo Kya Kah Sakte They? Khamosh Ho Gaye.*
*📚 Malfuzaat-E-Aala Hazrat 203,204*
_♻To Be Continue......🔜🔜💝_
No comments:
Post a Comment