🚍Mohalla Misfalah :-
🚎Is muhalle me Hazrat Ibraheem alaihis salaam raha karte the.
Hazrate Abu Bakr Siddeeqe akbar,
Hazrate Umar Farooqe aazam aur Hazrate Ameer Hamza radi-Allahu ta’ala anhu bhi yahi qayaam pazeer the....
🚍Jannatul Ma’ala (Qabrastan):-
🚎Ye dunya ke 2 Afzaltareen qabrastan me se ek hai,
Jaha Ummul mo’mineen Hazrate Khadijatul kubra radi-Allahu ta’ala anha,
Saahabzada e Rasool Hazrate Qaasim radi-Allahu ta’ala anhu, Hazrate Abdullah ibn Zubair radi-Allahu ta’ala anhu,
Hazrate Asma bint Abu Bakr Siddeeq radi-Allahu ta’ala anha aur bahut saare Ashaba, Taabe’in aur Auliya Allah rahmatullahi alaihi aaram farma rahe hain.....
🚍Masjid e Jinn :-
🚎Jannatul ma’ala ke qareeb is maqaam par Huzoor Sarware kaainat sallallahu alaihi wa sallam se Namaze fajr me tilawate Qur’an majeed sunkar Jinnat Musalman hue the.....
🚍Masjid e Shajarah :-
🚎Masjide Jinn ke saamne is maqaam par ek darakht hai, jo Huzoor Sarkare do-aalam sallallahu alaihi wa sallam ke bulane par apni jadon samet aap ki baargah me haazir hua tha aur phir apni jagah waapis jaakar jaisa tha waisa ho gaya tha.
🚍Masjid e Aqaba
(Masjide Bai’at) :-
🚎Makka se Mina jaane wale raaste par is maqaam par hijrat se pehle pehli baar Ansar ashaba ne jama hokar Huzoor sallallahu alaihi wa sallam ki aur Islaam ki khidmat ka waada kiya tha.
To Be Continued....

No comments:
Post a Comment