〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
☀KAFAN KA BAYAAN....
🚦Mayyat ko kafan dena farze kifiaaya hai,....
☑KAFAN KE 3 DARJE HAI.....
Zaroorat...
Kifaayat...
Sunnat,
☑Mard ke liye kafan sunnat 3 kapde hain....
Lifaafa,
Ezaar,
Kameez,
☑Aur Aurat ke liye kafan sunnat 5 hain....
Lifaafa,
Ezaar,
Kameez,
Aurhni,
Seenaband.
☑Mard wa Aurat ke liye kafan sunnat
kya Hai ?
🚦kafan kifaayat Mard ke liye 2 kapde hain Lifaafa wa Ezaar
Aurat ke liye kafan kifaayat 3 kapde hain,
🚦Lifaafa, Ezaar, Aurhni, Yaa Lifaafa, Kameez, Aurhni,
Kafane zaroorat Mard wa Aurat 2no ke liye mayassar aaye aur kam se kam itna
to ho ki saara badan dhak jaaye,
☑Mas,ala :-
🚦Lifaafa yani chaadar aisi honi chahiye ki mayyat ke qadd se itni zyada ho ki 2no taraf bandh sake aur Ezaar
yaani tahband choti se qadam tak ho Yaani Lifaafa se itna chhotal jo bandhne ke liye Lifaafa me zyada tha aur Kameez jisko kafanee kahte hain
gardan se ghutno ke neeche tak ki ho aur kafanee aage peechhe 2no taraf barabar ho aur jaahil me jo riwaaj hai ki peechhe kam rakhte hain yeh galati hai
chaak aur aasteen kafan me na ho Mard wa Aurat ki kafanee me farq hai Mard ki kafanee morhe par cheerein aur Aurat ke liye Seene ki Taraf,
🚦Aurhni 3 hath ki honi chahiye
seenaband pistaan se naaf tak ho aur behtar yeh hai ki raan tak ho,
☑Mas,ala :-
🚦Bilaa zaroorat kafan kifaayat
se kam karna najaaiz wa Makrooh hai.....
📚[Qanoone shariat page 158-159]
🔰To Be Continue......
«»«»«»«»«»«»«»«»«»«»«»«»«»«»«»«»

No comments:
Post a Comment