〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
✅"JANAZE KO KANDHA DENA"
🚦Janazah Ko Kandha Dena ibadat Hai,
Har Shakhs Ko Chahiye Ki ibadat Me Kotahi Na Kare,
Huzoor صلى الله عليه وسلم Ne Hazrat Sad Bin Muaz Ka Janaza uthaya....
☑HADEES:
🚦SUNNAT Ye Hai Ki 4 Shakhs Janaza Uthaye Ek Ek Paya 1 Shakhs Le...
📚{Bahar-e-Shariat, Hissa-4, Page-822}
☑MAS'ALA:
🚦Sunnat Ye Hai Ki 4ro Payon Ko Kandha De,
Aur Har Bar 10 Qadam Chale,
Aur puri Sunnat Ye Hai Ki Pehle Dayhna Sirhana Ko Kandha De Phir Dayhni Paynti Ko...
Phir Bayen Sirhane Kandha De Phir Bayen Paynti Ko Aur Sab Me 10-10 Qadam
chale To Kul 40 Qadam Huye....
🚦Hadees Me Hai Jo 40 Qadam Janaza Le Chale Uske 40 Kabirah (Bade) Gunah Mita Diye Jate Hain......
📚{الفتاوى الهندية، كتاب الصلاة، الباب الحادى والعشرون في الجنائز، الفصل الرابع، ج-1، ص-162}
☑MAS'ALA:
🚦Janazah Le Chalne Me Charon Payon Ko Hath Se Pakad Kar Kandhe Par Rakhe,
Boojh ki Tarah Gardan Ya Peeth Pe Ladna Makrooh Hai isi tarah janwar Ya Thele Pe Ya Bhi.....
📚{المرجع السابق}
☑MAS'ALA:
🚦Dhoodh peeta Bachcha Ya Usse Kuch Bada Agar use Koi Akela Shakhs Haton Me Le Jaye To Harj Nahi, aur Yake Bad Digre Log Hathon Me Lete Rahe....
📚{الفتاوى الهندية، الفصل الرابع، ج-2، ص-162}
☑MAS'ALA:
🚦Janaza Tezi Se Le Jayen Magar Is Tarah Nahi Ki Mayyat Ko Jhatka Lage,
Aur Sath Jane Walo Ke Liye Afzal Ye Hai Ki Piche Chalen..
🚦Janazah Ke Sath paidal Chalna afzal Hai aur Sawari Ho To Janaze Ke Aage Chalna Makrooh hai aur aage Ho To Door Ho......
📚{صغيرى، فصل في الجنائز، ص-292}
☑MAS'ALA:
🚦Aurton Ko Janazah ke Saath Jana Na-Jayez Hai Aur Rone Waliyan Hon To Sakhti Se Roka Jaye....
📚{المرجع السابق}
☑MAS'ALA.
🚦Janazah Ke Sath Chalne Walon ko khamosh rehna Chahiye Maut Aur Qabr Ke Manzar Nigaho Ke Samne Ho, dunya Ki Baten Na Kare
Na Hanse,
🚦Hazrat Abdullah Bin Masood Ne 1 Shakhs Ko Janaza ke Saath hanste Dekha to Farmaya To Janazah Ke Sath Hansta Hai,
Mai Tujh Se Kabhi Baat Nahi Karuga, aur zikr Karna Chahe To Dil Me Kare...
Zamane ke lihaz Se ulma Ne Zor Se Zikr Ki Bhi ijazat Dee Hai...
📚{أيضاً}
☑MAS'ALA:
🚦Mayyat Agar Padosi Ya Rishtedar Ya Koi Nek Shakhs Ki ho To Uske Janazah Ke Sath jana Nafl Padhne Se Afzal Hai....
📚{عالمگیری، جلد-1، صفحہ-162}
☑MAS'ALA:
🚦Jo shakhs Janaza Ke Sath Gaya Use Bagair Namaz Padhe Wapas Nahi hona Chahiye....
📚{Fatawa Alamgeeri, volume-1, page-162}
🔰To Be Continue......
«»«»«»«»«»«»«»«»«»«»«»«»«»«»«»«»

No comments:
Post a Comment