〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
✅KAFAN PAHNAANE KA TAREEQA....
🚦Yeh hai ki mayyat ko gusl dene ke baad badan kisi paak kapde se aahista ponchh lein taaki kafan tarr na ho aur kafan ko ek ya 3 ya 5 ya 7 baar dhooni de lein isse zyada nahi....
🚦Fir kafan yuin bichhayein ki pahle badhi chaadar fir tahband fir kafanee fir mayyat ko us par litaayein aur kafanee pahhaayein aur darhi aur tamaam badan par khushboo malein aur mawaazae sujood yaani
Maathe,
Naak,
Hath,
Ghutne,
Qadam, par kafoor lagaayein fir Ezaar yani tahband lapetein,
pahle baai,n (left) taraf se
fir daahine taraf se taaki daahina upar rahe aur sar aur paao,n (legs) ki taraf bandh
dein ki udne ka dar na rahe,
🚦Aurat ko kafanee pahna kar iske baal ke do hisse kar ke kafanee ke upar seene par daal dein aur aurhni aadhi peeth ke neeche se bichhakar sar par laa kar muh par misl naqaab daal dein ki seena par rahe ki uski lambaai aadhi peeth se seena tak hai aur chourhaai ek kaan ki lou se dusre kaan ki lou tak hai aur yeh jo log kiya karte hain ki zindagi ki taraf urhaate hain yeh mahaz bejaa wa khilaafe sunnat hai fir badstooe Ezaar wa lifafa lapete fir sabke upar sinaaband pistan ke upar se raan tak laa kar bandhe.
📚[Qanoone shariat, page 161]
🔰To Be Continue......
«»«»«»«»«»«»«»«»«»«»«»«»«»«»«»«»

No comments:
Post a Comment