✵✵✵✵✵✵✵✵✵✵✵✵✵✵✵✵✵✵✵
*📛{DAJJAL KA HULIYA}📛*
⛔ DAJJAL Kl EK AANKH KAANI AUR USKE SAR K BAAL GHUNGRAALE HONGE, RANG SURKH AUR JISM BHARI HOGA..
♻ *Hazrat Abdullah Bin Umar Razi Allahu Anhu se riwayat hai k Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wa Sallam ne farmaya:*
♻ Mene khawaab mai dekha k mai tawaaf kar raha hu achanak mene ek aadmi dekha gandum goo sidhey baalo wala *(yaani sunhere sidhey baal wala)* uske baalo se paani tapak raha tha jese abhi
abhi gusal kiya ho mene pucha:
♻ *"ye kaun hai?" unhone bataya "Isa Bin Maryam Alaihis Salaam"* phir mene dusri taraf tawajjo ki to ek surkh rang ka moota aadmi nazar aya jiske sar k baal ghunghreele, aankh kaani thi jis tarah foola hua angoor ho mene pucha *"ye kaun hai?" unhone jawab diya "ye dajjal hai"....*
abhi gusal kiya ho mene pucha:
*📚[Bukhari Kitabul Fitan]*
*_🔀 TO BE CONTINUED.....🔜_*
No comments:
Post a Comment