✵✵✵✵✵✵✵✵✵✵✵✵✵✵✵✵✵✵✵
♻ *Hazrat Huzaifa Razi Allahu Anhu Nabi Kareem Sallallahu Alaihi Wa Sallam se riwayat karte hai k Aap Sallallahu Alaihi Wa Sallam ne dajjal k baare mai irshaad farmaya:* "uske saath paani aur aag hogi, dar haqeeqat uski aag thanda paani hogi aur uska paani aag hogi (khabar daar) apne aapko halaak na kar lena".
*📚{Muslim Kitabul Fitan}*
_*📛 DAJJAL K PAAS PAANI HOGA JO DAR HAQEEQAT AAG HOGI AUR AAG HOGI JO DAR HAQEEQAT SHEEREE PAANI HOGA. 📛*_
♻ *Huzaifa Razi Allahu Anhu se riwayat hai k Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wa Sallam ne farmaya:* "Dajjal jab niklega to uske paas paani aur aag honge jise loog paani samjhenge wo dar haqeeqat jalaane wali aag hogi aur jise loog aag samjhenge dar
haqeeqat wo thanda sheeree paani hoga lihaza turn mai se jo koi wo mauka paye to use chahiye k wo aag mai kood pade kyunki wo metha aur pakeeza paani hoga".
*📚{Muslim Kitabul Fitan}*
haqeeqat wo thanda sheeree paani hoga lihaza turn mai se jo koi wo mauka paye to use chahiye k wo aag mai kood pade kyunki wo metha aur pakeeza paani hoga".
*_🔀 TO BE CONTINUED.....🔜_*
No comments:
Post a Comment