*06 Deobandi Deokhani Aqaid*

دیوبندیوں کے نزدیک اللہ تعالی کو پہلے سے علم نہیں ہوتا۔دیوبندی کا غلط ترجمہ
*Deokhani Dharam Mein Allah Ko Pahle se ilm Nahi Hota*
_Deobandi Dharam ke Shaikh ul Hind Mehmod ul hasan Ke Nazdeek Bhi Allah Ta,ala Ko Pehle se ilm Nahi Hota Lihaza is Ne Quran e Paak Ki Ek Aayat Ka Tarjama Bhi Apne Aqide Ke Mutabiq Hai Quran Paak Ki Sureh Aalimran Ki Aayat_

اَمْ حَسِبْتُمْ اَنۡ تَدْخُلُوا الْجَنَّۃَ وَلَمَّا یَعْلَمِ اللہُ الَّذِیۡنَ جٰہَدُوۡا مِنۡکُمْ وَیَعْلَمَ الصّٰبِرِیۡنَ﴿۱۴۲﴾

*Mehmood ul Hasan Deokhani is Aayat Ka Tarjama Karta Hai Ke*
_“Kya Tum Ko Khayal Hai Ke Dakhil Ho Jawo Ge Jannat Mein Aur Abhi Tak Maloom Nahi Kya Allah Ne Jo Ladne Wale Hain Tum Mein Aur Maloom Nahi Kya Sabit Qadam Rahne Walo ko”_

📚 *_Tafseer Usmani Vol 01 Page 324_*

*Dekha Aapne Deobandion Ne Ke Deobandi Firqe Ke Nazdeek Allah Ta,ala Ko Pehle Se ilm Nahi Hota Jabke Hum Ahlesunnat Wa Jamat Ka Aqida Ye Hai Ke Allah ta,ala se Koi Shaye Chupi Howi Nahi Hai Mumkin Hai Aap Ke zahan Mein Sawal Uth Raha Hoga Ke is Aayat Ka Sahih tarjuma Kiya Hai Tu Lijiye Wo Bhi Hum Aapko Bata Dete Hain imam e Ahlesunnat Aalahazrat imam Ahmad Raza is Tarjuma farmate hain Ke*
_“ Kya is Guman Mein Ho Ke Jannat Mein Chale Jawo ge Aur Abhi Allah Ne Tumhare Ghazion Ka imtehan Na Liya Aur Na Sabar Walon Ki Aazmaish Ki” .._

*_{Tarjuma e Kanzul iman}_*

*Kitna Payara Aur iman Afroz Tarjuma Hai Aap isi tarjume Ka Mutala Karen take Aapke iman Aur Aqide Ki Hifazat Hosake*



No comments:

Post a Comment

Our Social Sites