*11 Deobandi Deokhani Aqaid*

دیوبندی دھرم میں نماز میں حضور ﷺکے خیال کے بجائے،بیل گدھے اور ہمبستری کا خیال بہتر ہے
*Deobandi Mazhab Mein Namaz Mein Huzoor Ka Khayal bura Hambistari Ka Khayal Jaiz Deobandi Huzoor ﷺ Ke Kitne Bade Gustakh Hain Ye Aap Aage Mulaheza karen Ge Ke Dobandi Aur Ghair Muqalladin Yaani Jumala Wahabi Firqe Ke Peshwa ismail Dehlvi Qatil Likhta Hai “{Namaz Mein } Zina Ka Waswase Se Apni Biwi Ki Majmaiat {Hambistri} Ka Khayal Behtar Hai Shaikh Ya Ineeh Jaise Buzorgon Ki Taraf Khawa Janab Risalat Maab Hi kyun na Hun Apni Himmat Ko Laga Dena Apne Bail Aur gadhe I Surat Mein Mustagrak Hone Se Ziyada Bura Hai”*

*_Seerat e Mustaqeem idara Alrashid Deoband Page 118 Aur Seerat e Mustaqeem , Darul kitab Deoband Page 148_*

*Matalb is ibarat Ka Yahi Hai Ke Namaz Mein Deobandi Gadhe Aur Bail ka Khayal Aajaye Ya Debandi Ko Apni Biwi Ke Sath Humbistari Ka Khayal Aajye Tu Ye Bura Nai Hai Magar Huzoor ﷺ Ka Namaz Mein Khayal Aajaye Tu Ye Bahut Bura Hai,Kya Ye Rasol Allah Se Bughz Nahi Hai Kya Ye Deokhanio Ki Gustakhi Nahi Hai? Kutub e Hadees Mein Huzoor ﷺ Ke Sahab Kiram ki Namaz Ka Bhi Tu Manzar Mehfoz Hai Ke Kistarah Sahab Huzor Ke Gharr Ki Taraf Namaz Ki Halat Mein Apni Mubarak Aur Pak Nazron Ko Uthaya Karte Thy Tu Kya Sahaba Ka Ye Amal Huzoor ﷺ Ke Khayal Ko Laye Bagair Hota Tha ?*



No comments:

Post a Comment

Our Social Sites