دیوبندی دھرم میں حضورصلی اللہ علیہ وسلم کے بعد بھی نبی پیدا ہوسکتا ہے
_Deobandi Aqida Huzor Ke Baad Bhi nabi Paida Ho Sakta Hai_
*_Ahlesunnat Wa Jamat Ka Ye aqida Hai Ke Hamare Nabi ﷺ Aakhri Nabi Hain Allah Ta,ala Ne Nabuwat Ka Silsila Huzoor ﷺ Per Khatam Faramaya Hai , Huzoor ﷺ Ke Baad Ab Koi Nabi Paida Nahi Hosakta Magar Deobandi Mazhab Mein Huzoor ﷺ Ke Baad Bhi Nabi Paida Hosakta Hai Aur Ye Baat Inki Kitab Mein Likhi Howi Hai, Deobandi Molvi Qasim Nanotvi Apni kitab Mein Likhta hai_*
*“Agar Bilfarz Baad zamana Nabwi Bhi Koi Nabi Paida Ho Tu Phir Bhi Khatamiyat e Muhammadi Mein Khuch Farq Na Aaye Ga Che Jaye Ke Aap Ke Muasir Kisi Aur Zameen Mein Ya Farz Kijiye isi Zameen Mein Koi Aur Nabi Tajwiz Kiya Jaye”*
📚 *_Tahzeer un Naas Page 34_*
*Quran Wa hadees Mein Tu Hai Ke Huzoor ﷺ Ke Baad koi Nabi Paida Nahi Ho sakta Magar Deobandion Ka Kehna Hai Ke Nabi Paida Hosakta Hai isse Deobandion Ka Aqida Quran Aur Hadees Ke Khilaf Hone Ka Saaf Saboot Hai ,Mumkin Hai Koi Deokhani Ye kahe Ke Hazrat isa Alehsalam Ke Hawale Baat Karne Ki Koshish Kare Tu Hum Kehte Hain Ke Hazrat is Alehsalam Paida Nahi Hun Hun Ge Balke Wo Tashrif Layen Ge Tu Deokhani Hazrat isa Alesalam Ka Tashrif Laana Tahzir unnas Ke Difa Mein Na Hi Pesh Karen*

No comments:
Post a Comment