*08 Deobandi Deokhani Aqaid*

دیوخوانی عقیدہ۔رحمۃ اللعالمین ہوناحضور صلی اللہ علیہ وسلم کی صفت خاصہ نہیں ہے
_Deokhani Aqida Rahmatulil Aalamin Hona Huzor Ki Sifat e Khas Nahi Hai Deobandi Dharam Mein Rahmatullil Aalamin Hona Ye Huzor Ke Sath Khaas Nahi Hai Aur Ye Likhne Wala Deokhani Dharam Ka imam Rabbani Rashid Ahmad Gangohi Hai Gangohi Se Kisi Ne Sawal Kiya Ke_

*_“Lafz e rahmatullil Aalamin Makhsos Aanhazrat Se Hai Ya Har Shaks Ko Kah Sakte Hain ? Is Sawal Ke Jawab Mein Gangohi Likhta Hai_*

_“Lafz e Rahmatullil Aalamin sifat e Khassac Rasol Allah Ki Nahi Hai Balke Digar Auliya Ambiya Aur Ulama e Rabbanin Bhi Mojobe Rahmat e Aalam Hote Hain Agarche Janab Rasol Allah Sab Mein Aala Hain Lihaza Agar Dusre ko Batawil Bol Dewe Tu Jayaz Hai’_

📚 *_Fatawa Rashidiya Page 244_*

*Dekh Rahe Hain Aap inke Yahan Milad Ki Tawil Nahi Hosakti Magar Rahmatullil Aalamin Ki Tawil Ho Sakti Hai Aur Ye Tawil Ka bahana Kyun banaya Ye Agli Tahir Mein Dekhayen Ge Ke inke Rahmatullil Aalamin Kon hain*




No comments:

Post a Comment

Our Social Sites