🔰 *_Aap ne ‘Risaalatul Huqooq’ me Huqooq-ul-ibaad ke baare me tafseeli bayaan farmaaya hai._*
~*_______________________________________*~
🔴🔵 *_AQWAAL_* 🔵🔴

📖 *AAP IRSHAAD FARMAATE HAIN :*
1⃣ *_Apne waalidain ki har haal me izzat aur farmaan bardari karo, Kyun ki agar wo na hote tum bhi is dunya me na hote. Unho ne khud bhuke rehkar tumhe khilaaya hai, khud puraane kapde pehankar tumhe achha libaas pehnaaya hai aur khud dhup me rehkar tumhe chhanv me rakha hai aur tumhe har gham se bachaane ki koshish ki hai._*
2⃣ _Apne ustaad ki adab o ehtaraam karo aur wo jo sikhaaye wo tawajjoh ke saath sikho aur agar koi un se koi sawaal kare to un se pehle us ka jawaab na do agarche tum us ke baare me jaante ho._
3⃣ *Apne padosi ki izzat karo, us se ache ta’alluqaat rakho aur us ki madad karo. Agar tum koi aib dekho to use zaahir na karo aur agar us se koi galti ho jaaye to narmi ke saath islaah karo.*
4⃣ _Insaan ke aansoo us waqt muqaddas hote hain jab wo kisi aur ke dukh ya takleef ko mehsoos karke nikle._
💫 *AAP KE MASH'HOOR SHAAGIRD :*💫
✴ *Mohammad ibn Abu Bakr al-Zuhri, Amro bin Dinaar, Hakam bin Utaibah, Zaid bin Aslam, Yahyā bin Saeed, Habeeb bin Abi Saabit, Aseem bin Ubaidullāh, Umar bin Qatadah, Aseem bin Umar bin Qatadah, Qa’qa bin Hakeem, Hishaam bin Urwah bin Zubair, Abu Zubair al-Makki, Abdullāh bin Muslim bin Hurmuz, Muhammad bin Furaat al-Tameemi, Minhal bin Amro.*

🔴🔵 *_PARIWAAR_* 🔵🔴

✨ *Aap ki 2 biwiya, 11 Saahabzaade aur 4 Saahabzaadiya hain.*
✨ *(1) Sayyeda Faatima bint Hasan al-Mujtaba se*
*7 bete : Muhammad al-Baaqir, Abdullāh al-Baahir, Hasan, Husain, Abdur Rahmān, Sulaimān,* *Muhammad al-Asghar.*
*4 betiya : Khadeeja, Faatima, Aaliyah, Umme Kulṡoom.*
💫 *_(2) Jaydaa al-Sindhi se_*
*_2 bete : Zaid, Ali._*💫
♦ *Ummul Walad Sa’adah se 2 bete : Husain al-Asghar, Umar al-Ashraf.*
✳ _Madeena ke governor Waleed bin Marwan ke hukm se Hishaam ibn Abdul Malik ne aap ko zeher diya._
✴ *_Aap ka wisaal 18 Moharram 95 Hijri (13 October 713 A.D.) me 57 saal ki umr me hua._*
🌹 _Aap ka mazaar Jannatul Baqi, Madeena munawwara me Hazrat Imaam Hasan al-Mujtaba ke bagal me hai._🌹
🔮 *ALLĀH Ta’Ala us ke Habeeb ﷺ ke sadqe me Aur Hazrat Imaam Zain-ul-aabideen rahmatullāhi alaihi aur Ahle bait ke waseele se Sab ko mukammal ishq e Rasool ata farmae aur Sab ke Eimaan ki hifaazat farmae aur Sab ko nek amal karne ki taufiq ata farmae. Aur Sab ko dunya wa aakhirat me kaamyaabi ata farmae aur Sab ki nek jaa'iz Muraado ko puri farmae. Aameen.*
*《..Alhamdulillah Mukammal..》*
*🌎Send To All Worlds People 🌍*
ONLY Aᴅᴍɪɴ Pᴏsᴛ Gʀᴏᴜᴘ
🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹
*KANEEZ-E-AAYESHA-SIDDIQA-GROUP*
_*~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~*_
*KHAWATEEN GROUP ALAG HAI JOIN...*
*📲📱+91 9149058241*📱
╰┄─━━━━━━━━─┄╮
*➪ 👑 Maslak-e-A'ala Hazrat zindabad World🌍 Group)*
╰┄─━━━━━━━━─┄╮
•●┄─┅━━★✰★━━━┅─┄●•
*Fatawa e Razviya sawal jawab Group*
•●┄─┅━━★✰★━━━┅─┄●•
💗💗💗💗💗💗💗💗💗💗💗
⤵ *_Group Admin_*
🌹 *_Muhammad Arshad Ansari Bareilly Shareef_*🌹
📲https://wa.me/+919149058241
•••┈┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈┈•••

No comments:
Post a Comment