*_﷽-الصــلوة والسلام عليك يارسول الله ﷺ_*
~*__________________________________________*~
*HAZRAT~E~UMAR IBN KHATTAB RADI'ALLAHU TA’ALA ANHU:- POST [ 1 ]*

🌀 *Laqab : Farooqe Aazam*🌀
💫 _Aap ki wiladat 586 A.D. me Makka me hui._💫
✴ *_Walid ka naam Khattab ibn Nufayl aur Walida ka Naam Hantamah binti Hisham ibn al-Mugheerah hai. Aap Quraish ke Banu Adi kabile se ta’alluk rakhte hain._*
❇ _Elane Nubuwwat ke kuchh waqt baad RASOOLALLAH ﷺ ke hukm se musalmano ke ek giroh NE Abyssinia hijrat ki. Hazrat Umar ko jab ye pata chala to Quraish me ikhtelaf Na ho iske liye aapko qatl karne ka irada kiya._
✴ *_Jab talwar lekar chale to raste me aap ke dost Nuaim mile, jis ne islam apna liya tha lekin zaahir Nahi kiya tha. Us ne kaha ke ‘Pehle jaakar apne Ghar me apni behan ki khabar lo.’_*
❇ _Ye sunkar Hazrat Umar apni behan ke ghar pahunche to dekha ke unki behan aur behnoi Saeed bin Zaid Tilawate Qur'an *(Surah Taha)* kar rahe hain. Aap ne gusse me apni behan ko dhakka dekar girakar jakhmi kar diya to unki behan boli ke ‘Agar hamari jaan bhi chali jaae to bhi ham islam nahi chhodenge.’ Ye Sunkar aap ne wo KAGAZ uthaya jis me Qur’an ki Aayate likhi thi. Padhte hi dil ka Aalam badal Gaya. Aap talwar ke saath RASOOLALLAH ﷺ ki baargah me pahunche aur talwar Rakhkar kalma padh Liya.._
✴ *_Aur is ke baad jaakar Quraish ke sardar Amr ibn Hishām aur Abu Sufyan ibn Harb ko apne musalman hone ki khabar de di. Is tarah aap 616 A.D. me 30 baras ki umr me islam dakhil hue._*
❇ _Islam Apnane ke baad kuchh waqt baad aapne Huzoor ﷺ se puchha ke ‘Ya RASOOLALLAH ﷺ Kya ham IBADATE ILAHI karke kuchh galat kar rahe hain. Aap ﷺ ne farmaya ke ‘Bilkul nahi.’ Hazrat Umar ne farmaya ‘To phir aaj ham bagair kisi ke khauf ke khule AAM ALLAH ki ibadat karenge.’_
✴ *_Phir aap ne kuchh musalmano ke saath Ka’aba Shareef ke paas jaakar kaafiro se kaha ‘Agar kisi ko apne bacho ko yateem aur apni biwiyo ko bewa karna ho to wo musalmano ko ALLAH ki ibadat karne se roke. Is tarah aap ne pehli baar khule Aam namaz padhna Shuru karaya._*
❇ _622 A.D. me Huzoor ﷺ ke Madina aane ke baad aap bhi Makka se Hijrat karke Madina AA Gae. Aap ne din ke waqt be-khauf apne chachazad bhai Saeed ibn Zaid ke saath hijrat ki._
_♻To Be Continue......🔜🔜💝_

No comments:
Post a Comment