*غیر مقلدین کی فقہ الحدیث کتاب میں سخت ضعیف حدیث سے استدلال*
*Ghair Muqalladeen ka Sakht Zaif Hadees Per Amal*
*Ghair Muqalladeen Mashor Kitab Fiqul Hadees Kitab Ul Haj Mein Likha Hai Ke “Sabeel” Ke Mutaliq Rasol Allah ﷺSe Daryafat Kiya Gaya Tu Aap ﷺNe Farmaya {الزاد والراحلة} Raste Ka Kharch Aur Sawari ..Aagarche Ye Aur is Maana Ki Tamam Riwayat Zaif Hain Lekin Ummat Ki Aksariyat isi Tafsir Ki Qail Hai ..*
📗 *Fiqul Hadees Vol 2 Page 59*
_*Phir isi Jamat E Ghair Muqalladeen Ke Nasir Uddin Albani Ne Zaif ibne Maja Mein is Hadees Ko ( ضعيف جدا ) Yaani Sakht Zaif Kaha Hai*_
📗 *Zaif ibne Maja Page235*
*Aye Bhole Bhale Musalmano Aap Se Tu Wahabi Aap Ke Mamulat Ki Dalil Sahih Hadees Se Mangte Hain Aur Aap Ki Di Howi Dalil Ko zaif Kehte Hain jab Aap Ilme Ghaib, Hazir o Nazir , Milad Un Nabi,isale Sawab,Ya Rasol Allah Kehne Per ,Ambiya Auliya Se Madad Mangne Per Hadees Pesh Karte Ho Tu Ye Ghair Muqallid Zaif Hadees ka Taana Dete Hain Jabke ink Ghair Muqalladin Wahabion Ka Amal Zaif Hadees Hi Nahi Sakht zaif Ahadees Per Amal Hai Jago Sunio Jaago bajaye In Wahabion Ko Jawab Dene Ke inse Aap Khud Sawal Karo inSe inke Har Amal Ki Sahih Hadis Se Dalil Mango*
No comments:
Post a Comment