*غیر مقلدمولوی کا حدیث میں تحریف اور ضعیف حدیث پر عمل*
*Ghair Muqalidin Ka Hadith Mein Tahrif Aur Zaif Hadith Per Amal*
*Ghair Muqallid Moli Sadiq Sialkoti Apni Kitab Salatur Rasol Mein Junbi Masjid Mein Dakhil Nahi Hosakta ke Unwan Ke Tahat Ek Hadees Naqal Ki Hai Ke “Hazrat Aisha Siddiqa Riwayat Karti Hain Unahu Ne Kaha Ke Rasul Allah ﷺNe Farmaya إني لا أحل المسجد لحائض ولا جنب Main {Khuda Ke Hukam Se} Haayeza Aurat Aur Junbi Ka Masjid Mein Aana Halal nahi Karta.*
📗 *Salatur Rasul Page 69*
_Pehle Tu Ye Ke Ghair Muqallid Sadiq Sialkti Ne is Hadees Mein Tahrif Ki Hai Hadees Mein Kahin Bhi Ye Nahi Farmaya Gaya Ke” Allah Ke Hukum Se” Ye Tamam Wahabi firqe Wale Hadees Mein Allah Ke Hukam Se Dikha Dain Ya Phir Ye Maan Leen Ke inke Molvi Ne Hadees Mein tahreef Ki hai Dusre Ye Ke Sadiq Sialkoti Ne Jo Hadees Apne Dalil Mein Pesh Ki Hai Wo zaif Hai ineeh Ke Firqe Ke Mohaqiq Nasir Uddin Albani Ne *Zaif Abo Dawood Page 25 Per is Hadees Ko zaif Likha Hai* Ab Ghair Muqalladin Ka Dawa Ke Wo Sirf Sahih Hadees Per Hi Amal Karte Hain Jhota Sabit Hojaata Hai_
No comments:
Post a Comment