*مسواک کے تعلق سے غیر مقلد نے کیا ضعیف حدیث سے استدلال*
*Miswak Ke Taluk Se Ghair Muqallid Ka Zaif Hadees Ko Dalil Banana*
_Ghair Muqalladin Ki Mashoor Kitab Salat ur Rasul Mein Hakim Sadiq Sialkoti Ne Miswak Ke Taluk se Hadees Naqal Ki hai Ke *“ Abu Umama Se Riwayat Hai Ke Rasol Allah Ne Farmaya Jab Bhi Mere Paas Jibrail Aaye Tu Mujhe Miswak Karne Ka {Sakht } Hukam Karte Thy Albatta Dara Main is Cheez Se Ke Cheel Dalon Main Agli Janib Apne Moon Ki.*_
📗 *{ Salatur Rasol Page 78}*
_Ghair Muqalladeen se Jis Tarjme Ki Tawaqqu Hoti Hai Wo Yahan Aap Bhi Mehsos Kiye Hun Ge Adab Se Khali Khair Hume Yahan Tarjame Per Baat Nahi karni Hai Hame Tu Ye Batana Hai Ke Ghair Muqallad Molvi Hakim Sadiq Sialkoti Najdi Ne Bhi is Hadees Ke Taluk Se Dandi Maari hai Ke Usne Hadees Tu Naqal kar Di Magar Usne Ye Nahi Bataya Ke Ye Hadees Zaif Hai Khud inke Muhaqiq Nasir uddin Albani Ne is Ko Zaif ibne Maja *Page 27 Per Zaif Likha hai jiska Scan Page Aap Dekh Sakte Hain*_
*Tu Hum Ab Kiyun Na in Ghair Muqalladin Ko Zaif Ahle Hadees Kahin Ke Ye Bhi Zaif Hadees Chori Chupke Mante Hain*
No comments:
Post a Comment