*【POST 17】*


*تعزیت کے جواز پر غیر مقلدین کا ضعیف حدیث پر عمل؟*
*_Taziat Ke Jawaz Per Ghair Muqalladin Ka Zaif Hadith Per Amal_*

*Ghair Muqallad Molvvi Abdur Rahman Mubakpuri Apni Kitab “Kitab Ul Janayaz “ mein Likhta hai “ Taziyat Ke Waqat Maiyat Ke Waste Dua Karna Bhi Aaya Hai Abu Dawod Aur Nasai Ki ek Hadees Mein Hai Ke Hazrat Fatima ؓ Kisi Sahabi Ke Ghar Taaziat Ke Waste Gayen Thi Jab Wapas Aayein Tu Rasol Allah ﷺNe Pocha Ke Kahan Ghain Theen ?Hazrat Fatima ؓ Ne Kaha Us Ghar Ke Logon Ke Paas Gain Thi Pas Main Ne unke Waste Dua e Rahmat Ki Aur Unki Taziat Ki..*

📗 *Kitab Ul Janaiz Page 86*

_Abdurahman Mubarakpuri Ghair Muqallid Ne is Hadees se istadlal Kiya Hai jab Ke Ye Hadees Zaif Hai Aur is Hadees Ko zaif Kehne Walon Mein Firqa E wahabiya Ghair Muqalladin Ke Mohaqiq Nasir Uddin Albani Bhi Hai Lihaza *Albani Ne Zaif Sunan Abi Dawod Page 256 Per is Hadees Ko*_

*Zaif Likha Hai Pata Chala Ke Ghair Muqallad Salfi najdi Jo Khud Ko Ahlehadees Kehte Hain Wo Chori Chupke Zaif Ahadees Ko Mante Hain Aur Dawa Ye Karte Hain Ke Sirf Sahih Hadees Ko Mante Hain inka Ye Dawa Ke Sirf Sahih Hadees Ko Mante Hain Jhota Aur Batil Hai*

No comments:

Post a Comment

Our Social Sites