💎 _*Arz:-* Sadqe Ka Janwar Bila Zibah Kiye Kisi Masraf E Sadqa (Jise Sadqa Dena Jaiz Ho) Ko De Dia Jaye To Jaiz Hai Ya Nahi?_
📌 *Irshad: Agar Sadqa Wajib Hahi To Wujub Khas Zibah Ka Hai To Bezibah Ada Na Hoga. Magar Is Halat Me Zibah Ke Liye Waqt Maeen (Muqrar) Tha Jaise Qurbaani Ke Liye Zil Hijja Ki Daswi Gayarwi Barwi Aur Waqt Nikal Gaya To Zinda Tasdqur (Yani Sadqa) Kia Jayega.*
💦 *_Kya Nana Nani Wagera Aqeeqa Ka Gosht Kha Sakte Hai?_*
💎 _*Arz:* Aqeeqe Ka Gosht Bache Ke Ma Baap, Nana Nani, Dada Dadi, Mamu Chacha Wagera Khaye Ya Nahi?_
📌 *Irshad: Sab Kha Sakte Hai*
🌴 *(Khao Sadqa Karo Aur Kar Sawab Me Sarf Karo)*🌴
🌴 *(Yani Aqeeqe Ke Ahkam Qurbaani Ke Ahkam Ki Tarah Hai.)*🌴
💫 *Moharram Aur Safar Me Nikah Karna Kaisa.*💫
💎 _*Arz:-* Kya Mohram Wa Safar Me Nikah Karna Manah Hai?_
📌 *Irshad:- Nikah Kisi Mahina Me Manah Nahi, Yeh Galat Mashhur Hai.*
💫 *Rabibah Ka Nikah*💫
💎 _*Arz:-* Zaid Ki Rabiba (Soteli) Ladki Ka Nikah Zaid Ke Haqiqi Bhai Se Ho Sakta Hai?_
📌 *Irshad:- Han Jaiz Hai.*
💫 *Dauraan E Iddat Nikah Karna Kaisa?*
💎 _*Arz:-* Kya Iddat Ke Andar Bhi Nikah Ho Sakta Hai?_
📌 *Irshad:- Iddat Me Nikah To Nikah, Nikah Ka Payam Dena Bhi Haram Hai.*
📚 *[Fatwa E Hindiyah]*
*📚 Malfuzaat-E-Aala Hazrat 91,92,93.*
_♻To Be Continue......🔜🔜💝_
No comments:
Post a Comment