*【POST 102】Paani Ke Musaam.* 💫

✨ _Paani Me Musaam Hai Ya Nahi?_


📌 *Irshad: Nahi Ke Paani Me Baltabh Khila Bharne Ki Quwat Rakhi Gyai Hai. Zaroor Hai Ke Jo Masam Farz Kiye Jaye Wo Pani Ke Unse Uper Hai Unki Taraf Utarega Aur Unhi Bharega Aur Musaam Hone Falsfa Jadida Ki Yeh Dalil Ke Shaikdo Dalne Se Pani Me Hal Ho Jati Hai Aur Uska Hajam Nahi Badta Maqbul Nahi. Jab Ziyarat Qadr E Ahsaas Ko Pohchegi Zaroor Hajam Badta Huwa Mehsoos Hoga Magar Ek Istdalaal Is Par Yeh Khayal Me Ata Hai Ke Hauz Ke Kinaare Ek Shakhs Khada Hai, Dusra Gauta Lagaye Aur Bahar Wala Shakhs Ba Awaz Pukare Agar Musaam Hai To Zaroor Sunega Aur Sunta Hai,*


✨ _To Malum Huwa Ke Musaam Hai Bakhilaaf Iske Ek Kamra Sirf Aaina Ka Farz Kijiye Jis Me Kahi Rozan Na Ho, Uske Andar Ki Awaz Bahar Na Ayegi Aur Bahar Ki Andar Na Jayegi Agar Chand Andar Bahar Wo Shakhs Mutsil (Qarib) Khade Ho Kar Ek Dusre Ko Ba Awaz E Buland Pukare Magar Yeh Istdala Bhi Kafi Nahi Awaz Pochane Ke Liye Mala Fazil Me Tahmuj Yani Lahro Ka Talatum) Chaiye Masaam Ki Kya Hajat , Haan Jaha Tamuj Na Ho Ba Zariyah Musaam Pohchegi, Aine Me Na Tamuj Na Musam Lihaja Na Pohchegi. Pukhta Wa Khaam Imaarat Main Tamuj Nahi Munafiz Wa Musaam Hai Un Se Pohchti Hai._


📌 *Aab Wa Hawa Khud Apne Tamuj Se Pohchte Hai Aur Yeh Hi Asal Zariyah E Saut (Yani Awaz Pohchane Ka Zariya) Hai. Hawa Me Tamuj Zaid Hai Ke Paani Se Altaf (Yani Zayda Latif) Hai, Wo Zayda Pohchati Hai Aur Paani Kam. Taalab Me Do Shakhs Dono Kinaro Par Gauta Lagaye Aur Unme Se Ek Int Par Int Mare, Dusre Ko Awaz Pohchegi Magar Na Itni Ke Hawa Me.*

📖 *[Qat'ah Tarikh Atiyah Ala Hazrat Azim Ul Barkat Madzila Quds]*


📌 *Mere Malfuz Kiye Kuch Mehfuz Mustafa Mustafa Ka Ho Malhuz Naam Taarikhi Uska Rakhta Hun Zubr Wa Baina Me Al Malfuz. Hizri 1338*


*📚 Malfuzaat-E-Aala Hazrat 219,220.*

_♻To Be Continue......🔜🔜💝_

No comments:

Post a Comment

Our Social Sites