🏮 *_3 TALAAK QURAN-O-HADEES KI ROSHNI ME..._*
📌 _Ek Sath Dee Gai 3 TALAAK 3 Hi Hai Is Par Kai Sahi Hadise'n Maujood Hain, Gair Muqallideen Ka Ye Kehna Ki Ye Sirf Ahnaaf Ka Maslak Hai Quran O Hadees Se Sabit Nahi Sarasar Zulm O Ziyadati Hai,_
📍 *Aur Unki Ilme Hadees Se Na'waqifiyat Hai, Is Silsile Me Ba'kasrat Ahaadees Maujood Hai Chand Ek Mulahazah Farmayen Sahi Bukhari Shareef Ki Ye Hadees..*
📖 *_HADEES SHARIF :-_*
*حَدَّثَنِي مُحَمَّدُ بْنُ بَشَّارٍ، حَدَّثَنَا يَحْيَى، عَنْ عُبَيْدِ اللَّهِ، قَالَ حَدَّثَنِي الْقَاسِمُ بْنُ مُحَمَّدٍ، عَنْ عَائِشَةَ، أَنَّ رَجُلاً، طَلَّقَ امْرَأَتَهُ ثَلاَثًا، فَتَزَوَّجَتْ فَطَلَّقَ فَسُئِلَ النَّبِيُّ صلى الله عليه وسلم أَتَحِلُّ لِلأَوَّلِ قَالَ " لاَ، حَتَّى يَذُوقَ عُسَيْلَتَهَا كَمَا ذَاقَ الأَوَّلُ ".*
📖 *Tarjumah :-*
📍 _Sayedah Aishah رضی اللہ عنہا Riwayat Farmati Hain Ki Ek Shakhs Ne Apni Biwi Ko 3-TALAAK De De'n, Aurat Ne Dusra Nikah Kar Liya, Dusre Ne Bhi TALAAK De Dee (Sohbat Kiye Bina) Phir Huzoor ﷺ Se Pucha Gaya Kya Ab Pehla Shaohar Iske Liye Halal Hai (Wapas Usse shadi kare) Huzoor ﷺ Ne Farmaya Nahi, Jab Tak Dusra Shaohar Iska Maza Na Chakhe Jaisa Ki Pehle Ne Chakha...._
📚 *{صحیح بخاری، جلد-١، صفحہ نمبر-٧٩١، حدیث نمبر-٥٢٦١}*
📌 *SAHI BUKHARI Ki Ye Hadees Ekhatti Dee Gai 3- TALAAK Ke 3 Hone Par Roze Roshan Ki Tarah Saaf Hai, Is Liye Ki Huzoor ﷺ Ne 3 TALAQ Dene Ke Bad Bina Halalah Kiye Nikah Me Wapas Lene Se Mana Farmaya,*
📍 _Is Qism Ke Kai WAQIYAAT Ahaadees Me Hai Ki Huzoor ﷺ Ne 3 TALAAK Wali Ko Bai'nah (Kharije Nikah) Qarar Diya Mulahazah Farmayen._
✍🏻 *_TALAAK KA TOPIC JARI HAI...._*

No comments:
Post a Comment