🏮 *_3 TALAAK QURAN-O-HADEES KI ROSHNI ME...._*
📌 *Ameer-Ul-Momineen Fil Hadees Sayyedna Imam Muhammad Bin Isma'eel Bukhari رحمہ اللہ تعالیٰ (Paidaish-194-Hijri Wafat-256-Hijri) Apni "Al'Jami'uss Sahi" Yani Sahi Bukhari Me Hazrat Uwemar Ijlani (عویمر عجلانی) Ka WAQIYAH Likhte Hain Ki.......⤵*
*فتلاعنا وأنا مع الناس عند رسول الله صلى الله عليه وسلم فلما فرغا من تلاعنهما قال عويمر كذبت عليها يا رسول الله إن أمسكتها. فطلقها ثلاثا قبل أن يأمره رسول الله صلى الله عليه وسلم.*
⤵ *TARJUMAH:-*
📍 _Unho Ne Huzoor ﷺ Ke Samne Li'aan Kiya Aur Jab Li'aan Se Farigh Huye To Kaha Ya RASOLALLAH ﷺ Ab Agar Mai Is Aurat Ko Rakhun To Jhuta Kehlaunga Phir Unho Ne Huzoor ﷺ Ke (Kuch) Farmane Se Qabl Hi Biwi Ko 3-TALAAK De De'n..._
📚 *{صحیح بخاری شریف، جلد-٢، صفحہ نمبر-٧٩٩، حدیث نمبر-٥٣٠٨}*
📌 *Is WAQIYE Ki Mazeed Tauzeeh Sunane Abi Dawood Sharif Me is Tarah Ki Gai Hai.*
*فَطَلَّقَھَا ثَلَاثَ تَطْلِیقَاتٍ عِنْدَ رَسُولِ اللَّہِ صَلَّی اللہُ عَلَیْہِ وَسَلَّمَ، فَاَنْفَذَہُ رَسُولُ اللّہِ صَلّی اللہُ عَلَیْہِ وَسَلّم‘‘*
⤵ *TARJUMAH:-*
📍 _Jab Hazrat Uwemar ijlani Ne Huzoor ﷺ Ke Samne 3 TALAQ Dee To Huzoor ﷺ Ne 3-No Ko Naafiz Kar Diya..._
📚 *{سنن ابی داؤد، جلد-١، صفحہ نمبر-٣٠٦، حدیث نمبر-٢٢٥٠}*
📌 *_Sahi Bukhari Wa Abu Dawood Sharif Ki Riwayat Se To Sabit Hua Ki Huzoor ﷺ Ne Ek Sath Ki 3-TALAAK Ko Naafiz Kar Diya, Phir Gair Muqallideen is Masle Me Huzoor ﷺ Ki Mukhalifat Karte Huye Yahudiyon Aur Shiyon Ki Raah Kyu Chal Rahe Hain ???_*
📍 _Ab Aap Hi Ke Sawal Ko Hum Aap Par Aise Palat'te Hain, Aap Mohammadi Hain Ya Yahudi Wa Rafzi ????_
*🔴Dunya Ki Ayeb Joi Khud Par Nazar Nahi Hai.......*
*🔴Har Ek Ko Dekhta Hai Apni Khabar Nahi Hai.!!!!!*
📌 _Gair Muqallideen Me Ab Bhi Sharm Ka Kuch Hissa Bacha Ho To HAQ Ki TARAF Aaye'n Aur Qaum Ko Ye Keh Kar Dhoka Na Den Ki Hanfi Mazhab Khilafe Hadees Hai Jabki Hamare Ulmae Ahnaaf کثرھم الله تعالى Sabit Kar Chuke Hain Ki Hanfi Mazhab Quran O Sunnat Se Ziyadah Qareeb Hai......_
*✍🏻TALAAK KA TOPIC JARI HAI....*

No comments:
Post a Comment